Dimag Ko Tezz & Active Kaise Rakhe Mind Ko Fast Karne Ke Tarike In Hindi

Share:
Dimag Ko Computer Kaise Banaye Dimag Ko Tezz Kaise Kare Mind Ko  Fast & Active Kaise Rakhe Dosto Kya Aaj Aap Bhi Isi Sawalo Ke Jababo Ko Jane Ke Liye Aaj Ki Ye Post Padh Rahe Hai Dont Worry Aaj Ham Apke Mind Ko Tezz Kardenge Computer Ki Taraha Iska Matlub Yeh Nhi Ki Ham Reaper Karenge I Mean Ham Apko bohut saare tarike batane wale hai

 
Dimag Mind Ko Tezz Aur Active Rakhne Ke Liye gherelu ilaaj upaye , Mind Ko Active sharp banana ke gherelu ilaaj upaye foods exercises  in hindi  yani ke jo aap lagatar google par alag alag bar bar search kar rahe hai wo mai aapko sirf ek post me batane jaraha hu ki kaise aap apni bhagdod jindagi me apne kaam me kaise apne dimag ko shant kaise rakhsakte hai 


Mujhe pura wishwas hai dosto in tariko ko aap follow karenge to aapka mind tezz hojaayega sirf 1 month ke andar hi andar  hame apne office ya college ya apne shop ya apne business in sab kaamo ko sambhal ke hamare mind ek damsa thak jata hai aur active nhi rahta aur na ham aone dimaag par jayda jor bhi nhi dalte  jis wajah se hame ye jana hota hai ki mind ko active kaise rakhe

Dimag Ko Sharp Kaise Kare

Mind Ko Sharp Karne Ke Gherelu Upaaye


1# Haldi

Dosto Haldi Ke Benefits Bohut Saare Sayed Aapne Cancer Hone Par Kisise Jarur Suna Hoga Ki Halthy Cancer Ke Liye Mufid Hai Balke Iske Saath Halthy Health Ke Liye Bhi Best Hai Aur Mind Ko Sharp Rakhne Ke Liye Healthy Ek Best Food Hai Dosto Apko Kya Lagta Hai Ki Mai Apko Aise Hi Banaraha Hu Halthy Khane Se Thodi Hi Mind Sharp Hota Hai 

Kisi Bade Scientists Ne Halthy Par Resaerch Ki Hai Ki Halthy Me Curcumin Naam Ka Ye Kamil Ka Paya Jata Hai Inka Kahena Hai Mind Ko Sharp Karne Ke Liye Insaan Dimag Ko Hoshiyar Banane Ke Liye Ye Ek Nature Ka Acha Gift Hai Halthy Ka Upyog Karne Se Mind Activate Rahta Hai Aur Hamesha Sharp Aur Boost Rahta Hai 

2# Dalchini

Dalchini Sirf Ek Jadi Butti Nhi Hai Dalchini Ka Use Karnese Dimag Par Pada Kisi Bhi Chij Ka Jor Door Hojata Hai Mind Ko Sharp Aur Active Rakhne Ke Liye Hamesha Use Relax Karna Hoga To Dosto Dalchini Ka Thoda Sa Dalchini Shayed Ke Saath Milakar Mix Kare Aise He Daily Karte Rahe Mentaly Araam Milega 

3# Tulsi

Tulsi Ke Andar Bohut Se Benefits Paye Jate Hai Dosto Tulsi Ko Bhi Use Kare Spcialy Heart Problem Ke Liye Tulsi Ka Seven Kare Bakiyo Ki Taraha Tulsi Ka Bhi Upyog Kare.



4# Barahmi

Brahmi Ek Best Chij Hai Mind Ko Sharp Aur Active Banane Ke Liye Barhmi Me Yadasht Badhane Ki Best Takt Hoti Hai I Mean Ise Use Karnese Mind Aur Active Aur Sharp Hojata Hai Aur Sharp Ban Jata Hai 

5# Shankh Pushpi

Shankh Pushpi Ek Best Medicine Hai Dimag Ko Health Rakhti Hai Ham Agar Hame Apne Dimag Ki Chinta Hai To Daily Ya Kabhi Ek Bar Iska Use Jarur Kare 1/2 Shankh Pushpi Ko Ek Cup Garm Water Me Milakar Har Roz Iska Seven Kare I Hope Mujhe Puri Umid Hai Aapko Iska Benefits Jarur Milega 

Dimag Ko Tezz Active Karne ke Liye Tips Hindi me 

1# Dimag Tezz Karne Ki Diet

Mind dimag tezz kaise kare  simple aapko apna dimagg ko active rakhne ke liye khan pan par dhiyaan dena chahiye jaise hamne aapko upar dimag ko tezz karne ke gherelu ilaaj bataye in foods ke saath saath aap aur bhi un khaano ko khaaye jin se mind dimag ko shant rakhske  aur jisme high vitamin ho jo aapki memory power ko badhaye

2. Nind Puri Ley

 Nind pure ley  jiha jab tak aap thike  tarikese nind na loge tab tak aapke brain dimag par iska bura asar padega sirf brain par nhi hai agar aap nind puri nhi lenge to ise aapkoaur bhi bemariyo ka shikar hona padta hai god ne ham insaano ke liye raat banakar ek bahumuliye tohfa diya hai   n raat me  puri nind ley aajke samye me raat bhar jagna common hogya hai ek smart phone aur computer par raat bhar jagte hai

3.Subha Exircise Kare

Saware saware exercises karnese brain ko [power milta hai aur dimagg tezz shant hota hai hamesha dimaag active rahta haiur aapka dimag computer ke jaise teji se bhagta hai

4. Pani Piye 

Shyayed aapko pata hi hoga pani sirf brain dimag ke liye faoide mand nhi hota balke pani  aur bhi bohut saari chijo me faide mandf rahta hai isliye din me jayda se jyda paani piye maximum 8 gilaas tak to ek din me har wyakti ko pina hi chahiye

5. Tension Bhagaye

Tension Free kaise Rahe Tension Door Kaise Kare Tension se Chutkara Kaise Paaye  is baareme aap google par search kare aapka jawab mil jaayega ya hame comment kare ham post likhenge dosto life me sukoon aur tension kab ata hai pata hi nhi chalta insaan ki tabiyet sab se jayada tension ki wajah se bigad jaati hai kaam ka tension business ka tension ghar ka tension bacho ka tension biwi ka tension  ab basss kare itna apne dimag ko mat pakaye hamesha tension me lambi saanse ley ise aapka mind reset karega tension ko bhulaaye
6. Kuch Na Kuch Naya Sikhe

Aapne dekha hoga yak aha bhi hoga ki mera bacha ya ye ladka us school jata hai us tution jata hai jiski wajah se uska mind sharp hogya hai aur har bat ko yaad rakhata hai etc aisa kyu because jab insaan kuch na kuch apni life me naya seekhta rahta hai tab uska brain aur sharp aur active hota chala jaata hai  isliye apni life me har roz kuch na kuch naya sikhe iske liye seekhoweb site ek best choise hai is site ko apne brouser me bookmark kare yafir is site ko subscribe kare

7.Game Khele


Dimag ko sharp kaise kare dimag mind ko active kaise rakhe  ye jana hai to sabse simple fanda hai dosto game khelkar apne dimag ko fast sharp banaye kyuki  game khelne se  hamara dimag brain sochne lagta hai jis wajah se hamara mind sharp hota jata hai  kis tarha ke game khele 1, candy crash aise game khele jisme aapko apna puri brain power lagaske jise aapki brain power improve kare

8. Dimaag Ko Khali Na Rakhe

 Aapne dekha hoga jo log hamesha khali rahte hai jinke pass karne ke liye kuch kaam nhi hota hai jo hamesha apne dimag ko khali rakhte hai unpar to ek kahawat bhi hai ki khali dimag shaitan ka ghar ye bat sahi hai jo log hamesha khali rakhte hai apne mind ko uski exercises nhi kar paate wo log mote dimag wale ho jaate hai matlub unki  brain power kamjor hojatii hai fir google par dimag tezz kaise kare mind ko sharp kaise kare  dimagg ko tezz karne ke gherelu ilaaj exercises tips etc  search karte hai

9. Watching Youtube


Youtube par aapko hajaro chanell hajaro videos mil jaayenge jise aap kuch seekh sakte ho koi nayi jaankari parapt karskte ho kuch banana ke bareme janskte ho aur health tips baskjte ho apne desh ki news ki jaankari leskte ho news chanell se insab me youtube ki nagri me aap ek bar fans jaaoge na to aapka mind brain power increase hojaayegi shayed aapne dekha hi hoga jo log apne mind ko internet pe kuch na kuch jane par rakhne me lagate hai wo log ek dam expert rahte hai Aise chanellls ko subscribe kare jinse aap kuich jan [paao seekhsako


Mera yehi kahena hai ki hona ho jitna hosake apne dimaag ko kisina kisi chij me uljhaaye taki aage aap us problem ko solve kare jise aa[pki brain use hoke power ko aur jayada increase  hoske iske liye yek best option hai

Dimag Ko Tezz Kaise Kare Mind Ko Sharp Kaise Kare Foods aur upaaye tips  Dosto Mujhe Umid Hai Ki Aapko Ye Post Aur Iski Jankari Jarur Pasand Aayi Hogi Keep Supporting SeeKhoWeb.Com And Is Post Ko Apnr Dosto Ke Saath Share Jarur Kare 

No comments

Comment jarur Kare Thanks