Domain Authority Kya Hai DA Kya Hai Blogg Ki DA Increase Kaise Kare

Share:

Domain Authority Kya Hai ?

DA Kya Hai Blogg Website Ki 

Domain Authority Kaise 

Badhaye In Hindi 


Aaj Ham Bate Karenge Domain Authority Kya Hai { DA) Kya Hai Blogg Ka Domain Authority Increase Kaise Kare . Agar Aap Ek Blogger Hai To Aapka Ye Jana Bohut Jaruri Hai Bohut Se Logo ko Shayed Ye Pata Nhi Hota




Wo Log Sirf Keywords Seo Par Foccus Karte Hai Lekin Blogg Trafic Ke Liye Domain Athority Badhana Bhi Bohut Jaruri Hai Har Site Owner Chahta Hai Ki Usi Ki Site Search Me Topp Kare So Agar Aap Nhi Jante Ki DA Kya Hota Hai Blogg Ka DA Increase Kaise Kare So Chaliye Ise Ham Jante Hai:-)


           *Domain Authority Kya

                 Hai In Hindi*


Agar Aap Blogging Ki Fild Me Hai To Aapko DA Ke Bareme Pata Hoga Domain Authority Ko Short Name Me DA Kahete Hai Jo .Moz Ki Company Ne Banayatha 2004 Me  Aur Ye Comapny America Me Washington Me Hai  Jab Is Comapny Ne Is Ki Shuruwad Ki Thi Us Samye 1+100 Ke Bich Me Rakhatha Jaha 1Sabse Kam Hai Ohi 100,  Sabse Jyda Iska Matlub Hai Hai Ki Apki Site

Domain Age+ Apki Site Jitni Old Hogyi Aapka DA Utna Jyda Hoga Aur Aapka Domain Jitna NEw Hoga Apka DA Low Hoga

Hai Aur Jis Blogg Ka DA Acha Hai Us Blogg Ka ( SERPs) Me Bhi Acha Postion Milega

Ab Ham Baate Karenge Apni Website Ka DA Kaise Badhaye Kya Aap Jana Chahoge To Chaliye Fir Jaante Hai

 

     {Blogg Website Ki Domain 

   Authority Kaise Badhaye 


 Jis Site ki Jitni Jyda DA Hai Uska Search Engine Me Postion Bhi Acha Hota Hai Aur Jis Ka DA Beter Nhi Use Achhi Postion Nhi Mil Paati DA Badhana Asaan Kam Nhi Hai Jo Ek Do Din Me Hojaayega  Aur DA Ko Badhane Ke Liye Apko Sirf 2 Chije Karni Hogi
Ek Hai High Qulity Articles  Sabar Patince Banaye Rakhe .

Jab Aapka Domain Athority Score 15% Ya 10% Tak Hai To Aapko 30ya 40 Tak Lejana Asaan Hai Aap Karskte Ho Aur Jab Aapko DA Score 50 Hojata Hai Iske Aage Lejana Bohut Jyda Mushkil Hojaata Hai




Blogg Website Ki DA  Domain .

Authority Increase 

Kaise Kare 


1# Wright High Qulity  Contant


Abhi Aapka DA Score Kam Hai Kyuki Aapka Domain Utna Purana Nhi Hai Aapko Regular Kaam Karna Hoga Tabhi Aap Ise Badha Paaoge Aapko High Quality Post Likhna Hoga Published Karna hoga Ise Ye Ki Google Qulity Contant Ko Sabhi Pasand Karte Hai Ise Apka DA Score Badhega

Aapko Ek Planing Kess Saath Post Likhnni Hogi Aur Jitni Hoske Post Ko Khiche Uski Lenght Badhi Karne Ki Soche Aur Post Wright Kare

Aur Ha Hamesha Aisa Contant Likhe Ki Aap Visitors Ko Atractkarske

Aur Post Me Videos Gif Lagakar Post Ko Aur Jyda Intresting Banaye  Aur Post Me Image Jarur Lagaye Kyuki Ek Image Hazar Words Ki Taraha Visitors Samjha Sakt



2# Interlink Kya Hai What 

Is Interlink ? In Hindi


Interlink Ek Taraha Se DA Badhane Ka Sabse Best Fector Hai Interlink Kya Hai Kya Aap Jante Ho Agar No To Koi Baat Nhi Ayiye Jante Hai


++ Ham Jab Post Likhte Hai To Usme Dusri Post Ki Link Bhi Ad Karlete Hai Usi Ko Interlinking kahete Hai Ab Jab Hamari Blogg Ki Koi Aisi Post Hai Jo Hamari Dawara Likhi Gyi Sabse Best Post Hai Aur Search Engine Me Dhamal Macha Rahi Hai To Hamara Kaam Hota Hai Us Post Me Apni Koi Aur Achi Post Ki Link Jode Ise Hamari Site Ki Domain Athority Badhjayegi

Bounce Rate+ Bounce Rate Bhi Badiya Karan Hai DA Score Ko Badhane Ka Bounce Rate Kya Hai ..Bounce Rate Matlub Visitors Apki Blogg Par Akar Kitna Der Ruka Agar Visitors Apki Blogg Se Jaldi Hi Nikal Jata Hai To Ye Bad Hai SEo Ke Liye Ise Google Appki Site ko Down Kardega Isliye Hamesha

Site Ko Aisa BanayeKi Jise Kisi Ka Bhi Man Apki Blogg Se Nikal Ne Ka NHi Ho Beautifully Design KAre Bohut Badiya Jankari De Interesting Tricks De Jise Visitors Jyda Der Tak Ruke Aur Bounce Rate Badh Jaaye Ise Domain Authority Badh Jaati Hai




3# On Page SEO Optimazation

On Page SEO Blogg Ke Liye Hamesha Jaruri Hota Hai Ab Jab Baat Aaye DA Rank Badhaneki To On Page Ka Isme Aham Role Hota Hai Apki Site Par Jitna Jyda On Page Seo Ka Upyog Hota Hai Utna Hi Site Ka DA High HoneLag Jata Hai On Page SEO Kya Hai Isme Kya Karte Hai Ham Apko Kuch Tips Batate Hai On Page Ke 


1.-Keywords Density Se Bache Stufing Keywords Se Bhi Bache .Keywords Ko Post Me ,1.5 Ya 2.0 Tak Hi Use Kare



2. Target Keywords Use Longtail Keywords Apni Post Ke Liye Keywords Use Kare Post Me Long Tail Keywords Ka Upyog Kare ISe Search Ranking Acha Hoga

3. Image Optimization Bhi Karley


4. Heading Tags Bold. H1 H2 H3 Use Tags In Post Keywords Jo Aapne Post Me Sahi Jagha Place Kiye Hai Unko Bhi Bold Karley

,5+ Post Share Karna Na Bhule Jitna Jyda Social Media Par Apki Post Share Hogi Utna Faida Hai



4# Low Qulity Backlink Banana

Band Kare Creat High Qulity 

Backlinks


Mai Manta Hu ki Blogg Ke Liye Backlink Bohut Jyda Jaruri Hai But Kuch Bloggers Ye Mante Hai Ki Jitni Jyda Backlink Utna Hi Jyda Faaida Aur Har Roz  Backlinks Banate Hai Obhi Low Qulity Sites Par Jiski Wajah Se Unhe Faaida Nhi Nuksaan Phonchta Hai  Lagatar Backlink Creat Karne Se Wo Bhi Kam Samye Me Jyda backlink Lagatar Karnease

Google Site Ko Spaming Manega Aur Blogg Ko Penalize bhi Kardega Aur To Aur . Kuch Log Aise Hote Hai Jo Backlink Kharid Lete Haj Jiska Unhe Kuch bhi Faaida Nhi Milpata Ulta Nuksan
 Hai

Ek Din Me Hazar Backlink Kharid Lete Hai Ye Galat Hai hamesha Jitna Hoske Utna High Qulity  Backlink Banaye Low Qulity Me Kuch Bhi Faaida Nhi Milnewala  to Dekha Aapne ShorTime Me Jyda Faida Lena Ka Nuksan hi hota Hai

Ab Aap Soch Rahe Honge Ki Mai High Qulity Backlink Kaha Se Generet Karu To Mai Apko Chaliye niche Batata hu



*  Social Media$

 Social Media Jaise Facebook Twiter Par Apni Postko Share Kare Ise Aapko Search EngineMe Bhi Acha Faaida Milega Aur Ek High Qulity Backlink Bhi Generate Ho Paayegi

Ham Social Media Par Backlink Kyu Banaye Kya Faaida Hai

1. Fb Aur Twiter Instagram Google + Yesab ko Google Achi Tarha Janta Hai Inpar Link Generat Karne Se Jahir Si Baat Hai Ki Hamara Bhi Blogg Ki Achi Backlink Ban Jayegi


2.Aur Ek Taraha Se Har Blogger Ke Liye Facebook Twitter Yesab Advirtisment Place Hai Jo Hamari Mehnat KeLikhe Contant Ko Logo Tak Phounchane Ka Kaam Karta Hai

Aur Har Social Media Ki Domain Athority Best Hai Jis Site Ki Jitni Jyda DA Hota Hai Us Par Backlink Creat Karne Se Hamara Bhi Beter Hota Hai


    

* Guest Post Kare 



Jaise Ke Maine Aapko upar Bataya Jis Site Ki DA High Hai To Use Backlink Banane Par Hame Bhi Acha Faaida Milta Hai Guest Post Kare Un Sites Par Jinka DA High Ho Aur Ise Aapko Ek Backlink Milegi


Guest Post Karne Ke Faide

1. Backlink Milegi
2.Benefit Hoga
3. Trafic Milega
4. Hamara Domain Athority Badhega
5. Search Me Acha Rank Milega



5# Bina Kaam Ki Links

Ko Remove Kare Blogg Se *


Agar Apke Blogg Par Kuch Aise Links Hogi Post Ki Jo Post Apne Without Knowledge Likhi Hogi Jiska Ab Koi Kam Nhi Hai Blogg Pae To Apko Aisi Bekar Ki Links Ko Remove Karna Hoga Kyuki Ise Aapki Profile Kharab Ho Jaati Hai Jiis Site Par Profile Kharab Hojaye Us Site Ka SERps Bhi Khrab Hojata Hai .DA Kya Hai Is Post Me Jarur Ye Bat Ko Yaad Rakhe



6# Domain Ko Purana Hone Dey"




Domain Ki Age Jitni Badhegi Aapko Bilkul Utni Hi Blogg Ki Domain Athority Increase Ho ti Hai So Aap Thoda Patince Rakhe Aur Domain Ko Pura Hone De  Agar Apki Site Bohut Old Hai 4 Ya 3, Saal Pehle Ki Hai To Google Manega Ap Har Roz Post Kar Rahe Ho to Apki Site Trusted Hai Wo Spam Nhi Hai Ise Site Ka DA High Hoga Aur Search Ranking Me Sote Ache Postion Pe Ayegi

Google Un Sites Ko Jyda Respect Deta Hai Jo Site Purani Ho Ye Ham Bhi Karte Hai Jo Hamse Jo Ghar Me Sabse Bade Hote Hai Ham Unko Respetc Dete Hai


+ And Abhi Aapne Ek Ya 2 Month Pehle Domain lya Hai To Apko Tension Ho Rahi Hogi Mai Kya 4 Years Tak Wait Karu Kya Meri Site Search Me Rank Par Nhi Aayegi ..To Ham Kahete Hai Yess Ayegi Aap Keywords Aur DA Score Ki Chinta Chod Kar Har Roz Qulity Contant Likhe Ise
 Aapka DA Apne Aap Wakt Ke Chalte Increase Ho Jayega


7# Meta Domain New Hai 

To Kya Search Me Meri Post Topp Me 

Nhi Ayegi


No Mujhe Pata Hai Ki Aap Kya Soch Rahe Ho Mera Domain name New Hai Mai Har Roz Post Likhta Hu To Kya Wo Topp Nhi Karegu Why Kyu Nhi Karegi Aapki Post Agar Sabse Achi Hai Aur Uska Seo 1st Wale Se Acha Hai To Jarur Aayegi Bass APKO regular Kaam Karna Hai ...Baaaki Aap Bhi Topp Pe Ayenge Agar Acha SEO Hoga To


#,Blogg Par Regular Post Daaley☺ 


RegularPost Dalna Easy Nhi Hai But Agar Aap Regular Pist Dalenge To Apka Domain Athority Me Sudhar Aayega Aur Ise Hame Acha Faaida Mikega To Dosto Regular Post Dal Te Raho
 Ise Trafic Badhega Income Jyda Hogi Aur Bhi Kayi Faaide Hai



Dosto Domain Athority Kya Hai ye APne Jaan Liya DA Badhana Site Ka Koi Asaan Kaam Nhi Hai Agar Ap In Tips Ko Regulary Nhi Karenge To Aap Jarur DA Ko Badhane Ki Jagah Ghata Doge ..Pata Lagya Gya Hai Ki Jo Bloggers Lagatar 3Month Blogg Par Work Krte Hai Wo Success Ho Jaate Hai Agar Aap Bhi

Regulary Hard Work Ke Saath Mehnat Karenge To Afcos Aap Bhi Success Hojayenge Ham To Yehi Chahte Hai ....


# Aaj Apne Kya Sikha


Domain Authority Kya Hai Blogg Ki Domain Athority Kaise Badhaye DA ke Bareme Padha Aapko Itni Saari Jankari Mili Mujhe Jankar Khushi Huwi Ki Mai Apke Kaam Aya Ye Is Blogg Ki Qulity Pehli Post Hai To Plz Mujhe Support Kare Ye Jankari Aapko Achi Lagi To Plz All Jarur Coment Kare  Is Mujhe Hosla Hopayega Mai Motivate Ho Paunga Thank you And Meri Jo Galtiya Hai Jarur Bataye









4 comments:

  1. useful information for all blogger.. thank u for share this ...

    ReplyDelete
  2. Thanks Gyani Ans Bro keep Visiting

    ReplyDelete
  3. Mera da aur pa 1 hai.maine kv dhyan nhi diya lekin aapke post se jarur dhyan dunga.
    1. Aapka jo share button hai uska code plz mujhe de. Souravkumar5252@gmail.com

    ReplyDelete
  4. yess bro aap apna DA AUR PA b badhaye ise aapko good response milega search se SEO ki jaankari pane ke liye bane rahe aur jo aap social share botn ki bat kar rahe hai wo meri pehle wali theme thi jo ab mai use nhi karta so iuske liye sorry DA kya Hai Domain Authority Kya Hai domain authority increse kaise kare ye jankari umid hai aapko achi lagi hogi

    ReplyDelete

Comment jarur Kare Thanks