Keyword Density Kya Hai SEO Me Topp Rank Ke Liye Kitni Percentage Honi Chahiye

Share:



 Keyword Density Kya Hai Search Engine Me Topp Rank Pane Ke Liye Kitni Percentage Honi Chahiye.  Blog Par Jab Ham post Likhte Hai To Ham Usme Posts Se Realeted High Qulity Keywords Ad Karlete Hai Jise Hame Apni Blogg Par Search Se Acha Trafic Milta Hai Orgnize Trafic Beter Hota Hai Blogging Me Success Pane Ke Liye Organization Trafic Bohut Jaruri Hota Hai 


Aapka SEO Jitna Beter Hota Hai Apki Post Search Engine Me Utna Hi Dhamaka Macha Deti Hai Aur Abhi Aap Blogging Me Thode Naye Hai Aur Apko Itna Pata Hai Ki Keywords Kya Hai Aur Keywords Ko Post Me Kaha Use Kare Agar Nhi Pata To Search Kare Google Me Apko Bohut Saare Results Mil Jaayenge

Is Baat Ko Chod Dey To Hame Sirf Itna Pata Hai Ki Keywords Ko Post Me Use Karna Chahiye .  Hamne Padha Ki Post Me  Keywords Ko Use KareIse Search Ranking Beter Hogi But Kuch Blogger


 Ye Samjhlete Hai Ki Keywords Use Karna Matlub Post Me Lagatar KeywordsUse Karlete Hai Jise Post Ka Over Optimization Ho Jata Hai Fir Google Se Apko Penalize Kardiya Jata Hai

 Iknow Mai Janta Hu Apko Kaha Gya post Me Aise Keywords Use Kare Jo Google Search Engine Par Search Kiye Jaate Ho Butt Apne Ye Samjhliya Ki Lagatar Post Usi Keywords Ko Bar Bar Use Karnese Hame Aur Acha Ranking Milega Jo Ki Black Hat Seo Mana Jata Hai Aise Karne Par


Apki Blogg Topp Me To Pata Nhi Lekin Search Me Nazar Ana Band Ho Jaayegi Kyuki Har Chij Ki Ek limit Hoti Hai Aapko

Apni Post Me Keyword Use  Karne Ko Bola Hai Ye Nhi
 Bola Ki Lagatar Use Karo   Aur Use Bina Calculation Kare Bina Aise hi use Karte
 Jaao To Ye Wrong Hai Aise Karne Par Apka Blogg Search Se Remove Kardiya JayegaAaj Ham Apko Isi Par Batane Wale Hai Ki Keywords Density Kya

Hai Kitni Percentage Honi Chahiye ? Agar Aaaj Apne Ye Jaan Liya To Aap Google Se Penalized Hone Se Bach Sakoge Aur Ache Se Blogging Me Kamiyab Hopaayenge



# Keyword Density Kya Hai ?


Post  Me Use Kiye Gye Keyword Ko Calculate Karke Likhne Ko Density Kaha Jata Hai

Keywords Density Kya Hai Asaani se Samjhe+ Agar Aapne 1000 Words Ki Post Likhi Aur Usme Main Keyword Ko 100 ,Bar Use Kiya Hai To Apki Keyword Density Percentage Hogi 10% Matlub Saaf Post Ki ek Photograph Me  jisme 100Words Ho Usme 10 Bar Apna Keyword Use Karne Se Apki Calculation Keywords Density 10% Hogi

Blogg post Me Jo Keywords Use Karte Hai Unse Post Ranking Increase Hoti Hai Post Me Sahi Tarikese Itne Words Ke Mutabik Use Kiye Gye Sahi Tarikese Keywords Ko Density Kaha Jata Hai


#Keywords Density Ko Jane Detail Me


Keywords Ko Use Kye Bina Ap Ki Post Search Ranking Me Increase Nhi Hoskti Keywords Use Karna Jaruri Hai Ab Aap Ye Jaan Gye Ki Kaise Use Karna Chahiye Post Me Keywords Use Karna Kitna Important Hai Aur Karna Jaruri Hi Hai Isi Se Hi Google,Hamari PostKo Index Karke Topp Me Lata Hai

Keywords Use Karne Jaruri Hai Post Me Kitna Percentage Density Rakhe.. In My Experience .100 Words Me Se 2Ya 3 Ise Apna Ek Keyword Use Kare Ise Jyda KarnePar Apki Post Par Bura Fark Padega Post Me Keyword Density Kitni Rakhe 1000 Words Ki Post Me 10% Ise Jayda Na Rakhe

100 Words Post Me Apne Main Keyword Ko 2 Bar Hi Use Kare

Ab Aap Apne Hisaab Se Har 100 Words Ki Prograph Me 2 Bar Hi Apna Keyword Use Kare Ye Apke Liye Beter Rahega

Agar aap Wordpress Par Hai To Yaost PluginKa Use Karskte Ho Ye Apko Har Taraha Ki Help Karega Sahi SEO Hoga Ise .Prograph Keywords Density Etc Ke Bareme Batayega


Wordpress Ke Liye Yoast Plugin hai Jise Wo AcheSe Keywords DensityAur Overoptimize Seo On Page Seo Achi Taraha Se Karskte Hai

butt Blogspot Users Ko Khud hi Keywords On Page Seo Handel Karna Hota Hai Iske Liye Mai Apko Kuch Tips Dene Wala hu

* Permalink Me Main
Keywords Ka Use Kare

*important words Me Bhi Use Kare

* Post Praghraph Me Keywords Use  Kare

*H1 H2, Me Use  Kare

* Title Me Keywords Use Kare

* Meta Tag Post Me Use Kare

* Only High Qulity Keywords Hi Post Me Ad Kare

*Interlinking Me Bhi Keywords Rakhe

* Image Ka Altag Me Bhi Targeted Keywords Ad Kare

* Bold Italik Keywords Par Use Kare

* Category Label Ad Kare




Ihope Mujhe Umid Hai Apko Mere Explain Karne Ka Tarika Acha Laga Ho Agar Ha To Plz Dosto Coment Karke Bataye .Keyword Density Kya Hai Ye Jankari Apko Kaise Lagi Mai Apka Coment Ka Wait Karunga
In Tips Ko Ajamaye 100%- SEO.Me Apka Post Topp Jarur Karega

Ise Aapko Kaafi Help Milegi Mai Unse Kuch Kahena Chahta Hu Jo Abhi New Hai Blogging Me Aur Har Roz SEO Sikhna Chahte Hai Aur Kuch Na Hone Par Udaad Hokar Chale Jate Hai Blogging Chod Kar Agar Ap Aajki Batayi Hywi PostSamjh Jaaye Ki Post Me kitbe Percentage Keywords Use Karna Chahiye Aur Kaha Kah To Aap Ki Blogg Bhi SearchMe Topp Ayegi .









4 comments:

  1. Nice keyword destiny kya hai or seo me ranking increase karne ke liye kitni Percentage keyword destiny honi chahaiye isski bhut hi acchi information aapne share ki hai.

    ReplyDelete
  2. Thanks manish ji aisi hi jankari ke liye hamare saath bane rahe

    ReplyDelete
  3. Aapne Bahut Achi Jankari Ki Post Likhi Hai

    ReplyDelete
  4. Thanks Dilip Mothriya Ji Apko Hamara Post Pasand Aya Ayese Hi Hame Motivate Kare Blogging Ke.Liye Thanks

    ReplyDelete

Comment jarur Kare Thanks