Youtube Channel Monetization Ki New Police Kya Hai [Updated]

Share:
hello freinds im back , dosto kya aap ek youtuber ho ya bana chahte ho ya apna chanel 2018 me banana chahte ho kuch bhi bass aap  Youtube Se Paise Kamana Chahte ho to aajki post aapke liye bohut jayda hai important dosto   shayed aapko pata nhi hoga ki youtube ne is saal apni monetization policy ko pura badal diya hai.

jiha  is saal wakiye me youtube ne batadiya ki bhai baap baap hota hai is saal youtube ne aanewale new youtubers ke sapno ki to band hi bajadi hai dosto   jayda baat na karte huwe mai aapko asaani se samajhata hu ki kya huwa plz carefully post padho samjho aur sabko batao ki bhai akhir baat kya hai.

Youtube  Ki Pehle Old Monetization Rules Kya The?

ise pehle 2017 me ho ya ise pehle tab youtube ki policy ye thi ke agar aapko apne chanel se paise kamana hai  > Channel Banaye [ Quality Wale videos daaley ]  

At least ,(10,00 Viwers Hone ke baad aap apne chanel ko monetization karsakte the ? aur apne videos par advertisment ads dikhasakte the
jo bohut hi jayda asaan tha jise  log sirf yek ya 2 videos banakar upload karke 10k viwes palete the aur apne chanel ko monetization karlete the abse  aisa karna huwa hai band  ab  sawal ye hai ki ,2018 me youtube ki monetization policy kya hai ?

2018 Me Youtube Monetization Policy Kya Hai? 

2018 Me Youtube Channel Monetization Kaise Kare ?

yr pucho mat ? 2018 me youtube ne apni puri policy badal rakhi hai aur abna ise sub bhi chahiye ( sabse pehle 2018 me chanel ko monetization karne ke liye [[ 1000.Subscribe Aapke Chanel Par Hone Chahiye ]  Aur utna hi nhi.  [ 4.000 Hours Watch time Omg Kyaaaaaa?????? jihaaa itni strict policy bangyi hai.

mujhe to lagraha hai jo ab starting me youtube par jo bhi chanel banayegana beta bass apne chanel ko monetization karne ke liye itni mehnat karna padegana ki 100% me se 98% maidaan chod ke bhag jaayenge

2018 Youtube Monetization New Policy Ki Shuruwat Kab Se Hogi?

agar aap 2018  ke starting me chanel banaye hai I mean Jan me chanel banaye hai to aapke chanel par 10k viwes hai to aap apne chanel  par ads laga sakte ho apne channel ko monetization karsakte ho ,,, aap soch rahe honge ki kya bol raha hai ye lounda Simple youtube ne monetization policy to banali hai lekin abhi lounch nhi ki hai  to kab karegi ???? 

2018 February me youtube apni policy ko lounch karne waali hai aur.  ==# ha agar aapne January me apna chanel bana hai aur aapne 10k viwes paye the aur apne chanel ko monetization kar bhi liya hai advertising ads video par show ho bhi rahi hai meri earning bhi achi hogyi hai mai to bachgya hu dhingchika aap ayesa sochrahe hai to aap galat sochrahe hai

kyuki aisa kuch nhi hai abhi to aapko monetization mil gya hai lekin aapko 2018 February tak.  , 4k hour Watch pure karne padenge apne  chanel par aur 1000 Subscribe bhi complete karna padega kyuki aapka chanel February me deminization hojaayega so ise new youtuber.old youtuber sabko palan karna hai

Youtube Ki 2018 Policy Ka Kya Faida Hai ?

dosto  jaisa india me note bandi ke baad kaise kaala paisa ( black money )  pakda gya tha  thike usi taraha youtube par bhi huwa hai hazaro chanel youtube par se bina notice ke youtube delete kar chuka hai dosto hota yah tha ki kuch log new chanel banalete.aur bewaja bina matlub ki video banakar upload karke raato raat bohut saara paisa kaama lete the jis wajah se ham jaise itni mehnat se video bananane wale bechare kam paise kam viwes kama pate the. jise dekhte huwe youtube ne hamare liye hi ye policy ko start kiya hai

dosto agar aap mujhse ya big youtuber se puchege ki kya youtube ne monetization rules itni strict banakar kya sahi kiya ya galat to mai aur har koi kahega ki 100% thik kaam kiya hai ab youtube bhi india ki taraha black channels se paak ho gya hai.

so dear freinds Youtube Channel 2018 Me Monetization Kaise Kare ? Youtube Ki 2018 Ki Monetization Policy Kya Hai ? aur bhi bohut kuch hamne aapko is post me bataya post lambi hogyi hai lekin ha dosto aapko information milna chahiye bas aur kuch nhi to milte hai agle  video par aur hamare naye mahemaano se guzarish hai ki hamari blog ko subscribe kare aur comment kare post share kare thanks

No comments

Comment jarur Kare Thanks